Title : Aala Hazrat Hamari Jaan Hai
Category : Manqabat Lyrics ,
Writer/Lyricist : Owais Raza Qadri ,
Naatkhwan/Artist : Owais Raza Qadri ,
Added On : 13 Sep, 2023
Views : 134
Downloads : 29
translate Select Lyrics Language:
Ishq O Mohabbat, Ilm O Hikmat,
Aala Hazrat, Aala Hazrat
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai,
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai
Mera Ahmad Raza Zeeshan Hai,
Unke Maslak Pe Jaan Qurban Hai
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai,
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai
Ishq E Ahmad Ka Ek Unwan Hai
Ishq O Mohabbat, Ilm O Hikmat,
Aala Hazrat, Aala Hazrat
Zikr Unka Kasauti Ban Gaya,
Sunniyat Ki Badi Pehchan Hai
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai,
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai
Unke Maslak Pe Rakh Kayam Mujhe,
Tujhse Meri Dua, Rehman Hai
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai,
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai
Sayari Dekhiye To Yun Lage,
Jari Hassan Ka Faizan Hai
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai,
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai
Usne Jo Bhi Likha Aisa Likha,
Akl E Ahle Kalam Hairan Hai
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai,
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai
Main Ubaid E Raza Hun Jaan Lo,
Aala Hazrat Meri Pehchan Hai
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai,
Aala Hazrat Hamari Jaan Hai
Ishq O Mohabbat, Ilm O Hikmat,
Aala Hazrat, Aala Hazrat
Updated On: 14 Sep, 2023
Popular Tags :
sellnew naat lyricssellnaat lyrics in hindisellnaat lyrics in englishsellnaat lyrics in urdusellqawwali lyricssellqawwali lyrics in englishsellqawwali lyrics in hindisellqawwali lyrics in urdusellAala Hazratsell Aala HazratsellAala Hazrat Hamari Jaan HaisellAala Hazrat Hamari Jaan Hai Naat LyricssellAala Hazrat Hamari Jaan Hai LyricssellAala Hazrat Hamari Jaan Hai Lyrics In HindisellAala Hazrat Hamari Jaan Hai Lyrics In UrdusellAala Hazrat Hamari Jaan Hai Lyrics In English