Shan E Nabi

Yazeed Tha Hussain Hai, Kisi Ne Jab Bhi Yeh Kaha Yazeed Tha Hussain Hai Lyrics In English
Written By
Share: Share Share Share More

...

Title : Yazeed Tha Hussain Hai

Category : Kalam Lyrics , Manqabat Lyrics , Naat Lyrics ,

Writer/Lyricist : Mohammad Ali Faizi ,

Naatkhwan/Artist : Mohammad Ali Faizi ,

Added On : 25 Jan, 2024

Views : 325

Downloads : 8

download_for_offline Print/Download Lyrics

translate Select Lyrics Language:

Kisi Ne Jab Bhi Yeh Kaha Yazeed Tha Hussain Hai (X3)
To Sunke Aagaya Maza Yazeed Tha Hussain Hai (X2)

Hussain Aur Yazeed Mein Tha Kya Farak Agar Kaha (X3)
To Boli Meri Walida, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)

Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai

Yazeed Ho Gaya Fanaa, Hussain Ko Mili Baka (X3)
Hai Bachcha Bachcha Bolta, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)

Yazeediyon Mein Bhi Yazeed Naam Ka Koi Nahi (X3)
Hain Dushmano Ko Bhi Pata, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)

Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai

Zamane Bhar Mein Dekh Lo Hussain Ke Ghulam Hai (X3)
Yeh Hai Khuda Ka Faisla, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)

Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai

Jise Bhi Dekhna Ho Woh Iraq Jake Dekh Le (X3)
Yeh Keh Rahi Hai Karbala, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)

Yaqeen Se Main Keh Raha Hun Dekh Lena Hashr Mein (X3)
Kahenge Khud Maaviya, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)

Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai

Featured Artist/Lyricist