Shan E Nabi
Shan E Nabi

Chod Kar Ab Tera Astana Karbala Ja Raha Hoon Main Nana Lyrics In English
Written By
शेयर करे: Share Share Share More

...

टाइटिल : Chod Kar Ab Tera Astana Karbala Ja Raha Hoon Main Nana

श्रेणी (केटेगरी) : Naat Lyrics ,

लेखक/गीतकार : Shamim Faizi ,

नातखवां/कलाकार : Shamim Faizi ,

जारी/दर्ज किया : 12 Oct, 2022

देखा गया (वीवस) : 5.2K

डाउनलोडज़् : 118

download_for_offline लीरिक्स प्रिंट/डाउनलोड करें play_arrow यूट्यूब पर देखें downloadMp3/वीडियो में डाउनलोड करें

translate लीरिक्स भाषा चुनें:

Chod Kar Ab Tera Aastana,
Karbala Ja Raha Hoon Main Nana

Raahe Haq Mein Hai Gardan Katana,
Karbala Jaa Raha Hoon Main Nana

Sar Hatheli Per Le Kar Chale Hain,
Bhooke Pyase Bahattar (72) Chale Hain,
Hashr Mein Aab E Kausar Pilana,
Karbala Ja Raha Hoon Main Nana

Ek Aisa Main Sajda Karunga,
Hashr Tak Jis Ko Pura Karunga,
Sar Qayamat Ke Din Hai Uthana,
Karbala Ja Raha Hoon Main Nana

Har Yezidi Ko Aaye Pasina,
Jab Dikhaya Hai Asgar Ne Seena,
Hil Gaya Hai Yazidi Gharana,
Karbala Ja Raha Hoon Main Nana

Keh Raha Hai Yeh Poora Gharana,
Karbala Ja Raha Hoon Main Nana